Sad SMS




Mehfil jab lagi thi yaaro ki, mujhko bhi bulawa aaya tha.
.
Kaise ,na jate hum?... Unki kasmein dekar jo bulwaya
tha.
.
Jab kehne ko kuch kaha gaya, to khayal unka hi aaya
tha.
Fir akshr-akshr jod k maine,dil ka dard sunaya tha.
Tab aansu uski yado k, na-na krte nikal gye.
;-(
Jo smjhe wo khamosh rhe:-(, baaki WAH WAH krte
nikl gye....!

Rone ki saza hai, Na rulane ki saza hai,
Ye dard muhabbat ko nibhane ki saza hai,
Haste hai to aankho se nikal aate hai aansu,
Ye ek hi shaqs ko bepanah chahne ki saza
hai...

Tanhai kisi ka intezar nahi karti,
Kismat kabhi bewafai nahi karti,
Unse door hone ka asar hai warna,
Parchai kabhi jism par waar nahi karti…...

Jab dil tut ta hai toh aawaz nahi aati,
Muhabbat har kis ko raas nahi aati,
Ye to apni apni baat hai yaaro koi
kisiko bhula nahi pata,..Aur kisi kisi ko yaad nahi.....

0 comments:

Post a Comment